6/recent/ticker-posts

samasya ka samadhan... ek... prayas

Samasya ka samadhan... Prayas... Ek Aadmi Apni ek samasya hal karane ek sadhu kke pas gaya . Use bataya ki Ek Aadmi use Apne bulata hai magar jab wo jata hai to vah ghar ka darwaja Andar se band kar leta hai. Sadhu bola Simpal... Ab wo bulaye to tum jana hi nahi... Agar jawo or darwaja bheetar se band ho to tab tak khatkhatawo jab tak khol n diya jaaye. Wo Aadmi bahut Khush Huwa... Kyun ? ........ Kyunki... Prqyas hi kamyab hote hain... Samasya koi bhi ho... Samadhan ek hi hai... Prayaas. :)

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ